Call details kaise nikale kisi bhi mobile number ki? Android Mobile se delete data wapas kaise nikale? ( How to Get Call Details In Hindi ). Yah sabse jyada pucha jaane wale swaal hai. Kyunki kabhi na kabhi hame call detail nikalne ki jarurat pad jati hai. Airtel Sim ka number kaise nikale.
Kai bar ham apni galti se mobile ka data delete kar dete hai. Aur ghar main bacche hai to wo mobile ka data delete kar dete hai. Ya call history delete kar dete hai. Aur sabse common reason factory reset. Factory reset se bhi hamare call details, contect number aur photo wagerah delete ho jate hai.
Kabhi kabhi log bina apki marzi ke apke phone se call karne ke baad, apke mobile se call detail ko delete kar dete hai. Aise main apko pta nahi chal pta ki kisi ne apke mobile se kise call kiya hai. To Aiyeye main apko yha call detail nikalna btata hun.
Call Detail Kyun Important Hota Hai?
- Call Detail Kyun Important Hota Hai?
- Call Details Kaise Nikale Kisi Ke Bhi Mobile Number Ki?
- Mubbel App Kaise Use Karen
Apke mobile se agar call details delete ho jati hai. Aur yadi apko call details nikalna nahi aata hai to aise main apka bhai, bahan, girlfriend, boyfriend, Husband, wife aur bacche call karne ke baad, Dial list se call details delete kar de to aap kabhi bhi nahi jaan payenge ki call kise kiya ya kis kis se baaten hoti hai.
Main yahan apko 2 tarike bataunga. Pahle tarike se aap apni delete hui call details nikal sakte hai. Bilkul saral tarike se Call Details Kaise Nikale Kisi Bhi Mobile Number Ki bataunga. Aap in sabhi steps ko follow kar ke lagbhag har trah ke mobile operator ki call details nikal sakte hain. jaise ki Jio, Airtel, Vodafone, Idea, Reliance, Aircel, telenor, BSNL and Tata DOCOMO.
Dusre tarike main apko apke mobile se delete huye data ko nikalna bataunga. Jaise ki – Photo, Mp4, Mp3, apki contact list bhi yahan tak sabhi tarah ki file bhi.
Call Details Kaise Nikale Kisi Ke Bhi Mobile Number Ki?
Yahan main apko 3 method se call nikalne ka tarika bataunga. Aap ish step ko follow karen.
- Method 1: Mubble App Se Call Details Kaise Nikale?
- Method 2: Deleted Call Details History Nikale TunesBro Software Se
1 Method: Mubble App Se Call Details Kaise Nikale
Ish method se call details nikalne ke liye, Apko sabse pahle Google Play Store se Mubble App download karna hoga. Mubble App yahan par click kar ke Download karen. App ko download karne ke baad mobile main install kar le aur fir open karen. App jab open ho jaye to niche diye gye step ko follow karen.
- Jab aap App ko open karenge. Tab apko Language select karne ka option najar aayega. Apko yahan par apni language select karna hoga.
- So Language select karne ke baad “Welcome To Mubble” ka page open ho jayega. Ish page main “GIVE PERMISSION” par click karen.
- Give permissions par click karne ke baad “Verify Your Number” ka page open ho jayega. Yahan par apko apna mobile number enter karna hoga. aur uske baad Verify par click karna hoga. Ab apke paas ek OTP number aayega. Ish OTP number se apna mobile number verify kar le.
Note : But Agar apne mubble me kisi dusre mobile ka number verify ke liye diya hai. Tab OPT code ka massage ushi mobile main aayega. Whan se OTP code copy kar ke mubble main enter kar ke verify kar le.
- Ab jab apka diye gaye OTP code se jab number verify ho jayega. Tab Congrats mubble Account is created ka massage dikhai dega.
- Ab agle step main apko mubble app main apna email id ko add karna hoga. Agar apke mobile main apne 2-3 email account use karte hai. Tab apko usme se koi ek email account ko select krna hoga. Aur Agar aap kewal ek hi email account use karte hai. To mubble us email account ko automatic add kar lega.
- Iske baad next page main Give Permission ka option aayega. Ishme apko Give Permission par click kar dena hai.
- Accessibilityke option main apko ” Mubble balance checker ” dikhai dega. Isko aap ON kar de.
Now congratulations Friends…. Ab tak apne sari important setting kar liya hai. Ab iske baad kuch aur steps follow karne ke baad, apki puri call details email id par aa jayegi.
Also Read: किसी भी फोटो की Details कैसे निकाले सिर्फ 10 सेकंड मे
Mubbel App Kaise Use Karen
- Aap apne mobile main jo sim use kar rhe hai. Uska detail mubble app main dikhai dega. Agar apne 2 sim mobile main use kiya hai. To dono sim mubble app main dikhai dega. Ab apko jis bhi sim ka call details nikalna hai. Usko select kar le.
- So Iske baad apko Bill par click karna hai.
- Bill par click karte hi Detailed bill ka option open ho jayega. Isme apko date select karna hai. jis bhi date ki apko detail nikalni hai. Date select karne ke baad GET BILL MY EMAIL par click kar de.
- So Iske baad mubble ek baar fir apse confirmation mangega. Ishme apko GET BILL par click karna hai.
- Ab aap apne email id ko open karen ishme apko mubble app ki traf se ek call details ka email aayega. Saath main Pdf attachment hoga usko download kar ke open kar le. Ishme apko apni puri call details mil jayegi.
Mubble App se aap bahut hi saral tarike se call details nikal sakte hai. Kisi bhi mobile number ki.
Also Read: WhatsApp पर full Dp Profile Picture कैसे लगाएं update 2023
Method 2: Deleted Call Details History Nikale TunesBro Software Se
TunesBro Android Recovery software ko android user ke liye bnaya hai. Iski sahayta se ham sabhi sms, contacts, pictures and dusari aur bhi trah ki files recover kar sakte hai. Aap apni file ko restore kar sakte hai. Bina data privacy affect ke.
Yah sabhi brands ke Android phones and tablets ko support karta hai. Jaise ki Samsung, Vivo, Sony, HTC, Micromax, OnePlus, redmi. Ish method se Call details nikalne ke liye computer ya fir leptop ki jarurat hogi.
TunesBro Android Recovery Ke Benefits
- Data recovery safalta se kar sakte hai.
- Directly recover messages, WhatsApp, call log, videos, photos aur contacts.
- SD card se bhi file ko recovery kar sakte hai.
- Android device ko one-click main Root kar sakte hai.
- Broken screen wale android mobile se.
Step 1. TunesBro Android Recovery Ko Computer Main Install kare
TuneBro Android Recovery Software ko download karne ke baad, computer pa install kare. Jab software install ho jaye. Tab aap software ko open kar le. Ab apke samne ek window open ho jayegi. Ishme apko apne android mobile ko USB cable se connect karne ko kha jayega. Apne mobile ko USB ke sath connect kar lijiye.
Step 2. USB Debugging Ko Android Main Activate Kare
Recovery Ka process suru karne se pahile, apko apne mobile main debug USB ka option active karna hoga. Debug USB active hote hi apka mobile ko scan karna suru kar dega. Yah software apki delete ho chuki files ko sacan kar dega. like call details, photos, sms, WhatsApp.
Step 3. Android Phone Ke Deleted Call History Ko Analyze Karen
Ab aap Allow ke option par click kare. File ko scan karne ke liye Start Scan pa click karen. Aapko progress bar dikhai dega jo ki apke android device main, scanning process ko dekhata hai. Scanning main kitna time lagega ye apke data par nirbhar karta hai.
Step 4. Scanned Call History Aur Recovering Start karen
Ish software ki sabse acchi baat ye hai ki. Ye sabhi trah ke mobile data scan kar leta hai. Yha tak ki delete ho chuke mobile data bhi chahe data ko bhi, Jaise ki like JPG, GIF, MNG, PNG, MP4, MP3 aur bhi bahut tarah ki file bhi.
Ab jab yah program apke android mobile ko puri trah se scan kar lega. Tab apke mobile ki call history aur media file apke samne hogi. Apko ishme se jo bhi jaruri data hai. Us par tick mark kar ke recover kar le. Iske baad recover par click kar de. Kuch der wait karne ke baad tick mark wali sabhi file recover ho jayegi.
Aap in sabhi steps ko follow kar ke, aap apne android mobile kesi bhi delete hue files ko recover kar sakte hai.
So अगर आप किसी भी व्यक्ति के सभी कॉल को रिकॉर्ड करके अपने मोबाइल पर सुनना चाहते हैं। भले ही वो कही भी किसी से भी बात कर रहा हो, बिना उसको पता चले तो, आप नीचे दिए गये इस विडियो को जरुर देंखे बहुत ही आसान step में समझया गया हैं।
Also Read:
wow bro amazing information.
Wow Amazing Tricks
Bhai kya hum bina Android phones ki bhi call and message history nikal sakte hain.
Hello
Such a great and informative article.
Thanks for sharing
kya hum iss app ko apne phone me download krke kisi or ka number add krke uski call detail nikaal sakte h
kya apne phone m app download kr ke or no. kisi dusre ka daal k uski call detail check kar skte hai kya
Play store mai ye app mil hi nahi raha hai…
application kaha se Downlod hogi
When there is no retreat, the potential will be exerted.
Amazing tricks but is it help in to call recording please tell me can I get any call recording by this or others app which is safe and no body know it
Byyy ham kisi dusra num ki massage deteal aur whatspp chat kasa nikala gha apna mobile sa
Thank you for some other excellent post. I have a presentation subsequent week,
and I am at the search for number ki detail nikalne wala app info.
Mubble app open hi nhi ho rha hai
kanji bheel
Good
Kise bhi number ki call history kay liye WhatsApp par message karein.